Dar Dar Jhukaya Ish Kadar Ke Mere Sar Ki Kadar
Gayi ....
Dar Dar Jhukaya Ish Kadar Ke Mere Sar Ki Kadar Gayi
Kyun Ne Saral Pehle Meri Maa Ke Dar Pe Nazar Gayi
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Jhukaya Jishne Sar Hai
Bhav Se Wo Jata Asar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Sawali Tu Bhi Ban Ja
Yeh Duniya Maa Pe Nirbhar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Jholiyan Bharte Dekhi
Koi Thakta Na Udhar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Maiya Taregi Naiya
Lakh Dariya Mein Bhanwar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Chhod Sabhko Maa Hai Na
Maa Hai Na Hai Na Maa
Chhod Sabhko Maa Hai Na
Lakha Kyun Karta Phikar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Bol Maa Ka Jaikara
!! Jaikara Sheranwalli Da !!
!! Sachhe Darbar Ki Jai !!
Bol Maa Ka Jaikara
Tera Dhyan Kidhar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
Saral Bus Bhajan Kiya Kar
Bitt Ti Jaye Umar Hai
Yeh Maiya Ka Dar Hai
!! Jai Mata Di !!
More Bhajan..
|